Shayari Hi Shayari-Images Download,Dard Ishq,Love,Zindagi, Yaadein, Funny,New Year Sms love hindi shayari images download,happy new year shayari images download hindi 2018 ,Ghazal 2018.

wafa shayari 2017

⧭ Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya,
Kya Karu tumne Jo Mujhe Bhula Diya,
Na Karti Wafa Na Milti Ye Saza,
Shayad Meri Wafao Ne hi tujhe BeWafa Bana Diya⬊⬊


⧭Har baar unki salamati ki dua karenge,
unki aarzu me apni hasti fanah karenge,
wo chahe daaman bachale humse lekin,
hum marte dam tak unse Wafa karenge⬋⬋
 ⧭Wafa ka naam na lo yaro,
Wafa dil ko dukahati hai,
Jab bhi Wafa ka naam lete hai,
Hume ek bewafa ki⬉ yaad Aati hai⬋⬋
 ⧭Parwah kar uski jo teri parwah kare,
Zindagi mein jo kabi na tanha kare,
Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein,
Jo jaan se bhi jyada tujhse Wafa kare⬋⬋
 ⧭Kitna Hasin Chaand Sa Chehra Hai,
Uspe Shabab Ka Rang Gehra Hai,
Khuda Ko Yakin Na Tha Wafa Pe,
Tabhi To Ek Chaand Pe Hazaaro Taaro Ka Pehra Hai⬊⬊⬊
 ⧭Sanam mera bada dildaar hai,
Use humse bahut pyaar hai,
Kisi aur ki baahon me hokar bhi,
Dil me uske humara naam hai,
Isi ek wajah se iss jahan mein,
BeWafai ke aage Wafa badnaam hai⬋⬋
 ⧭Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho,
Mujh Se Sharmaate Ho Tou Saamne Aatay Kyun Ho..
Tum Kabhi Meri Tarah Kar Bhi Lo Iqraar-e-Wafaa,
Pyar Karte Ho Tou Phir Pyar Chhupaate Kyun Ho⬋⬋⬋⬋
 ⧭Wo naa aaye unki yaadein aakar Wafa kar gayi,
Unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi,
Aahat huyi aisi ki socha Dua asar kar gayi,
Khol darwaja dekha to majak humse hawa kar gayi⬋⬋⬋⬋
🔀wafa shayari 2017,wafa line shayari,⬊wafa shayari in urdu,wallpapers girl shayari on wafa ki umeed,⬊wafa shayari ⭌image,sms message images ⧭alone girl 2017 ⬉wafa shayari facebook,shayari ⬋wafa ka dard,wafa 🔝shayari faraz,⬑wafa shayari in ⬊hindi font.No comments:

Post a Comment